Auther By Chandan Yadav
* I P S ka full form hota hai. INDIAN POLICE SERVICE yah ek sarkari job ki sabse badi post hai.ye job central government ke upkarm me aata hai. U P S E EXAMS pass karne ke kiye sabse jo badi baat hai vo hai. iss exams ki patterns ke bare me samjhana janna aur parkhana. jiski full detail niche di gai hai *
*AGE
*SHARARIK YOGTA I P S OFFICERS BANNE KE LIYE.
* I P S exam selection process.
*upsc exam clear ke baad three main exam clear karna parta hai.
* PATTERN.
*EXAMS.
* SALARY
* RANK OF I P S OFFICERS.
* I P S EXAMS ki tyayari karne ke liye kuch jaruri tips.
* I P S ka full form hota hai. INDIAN POLICE SERVICE yah ek sarkari job ki sabse badi post hai.ye job central government ke upkarm me aata hai. U P S E EXAMS pass karne ke kiye sabse jo badi baat hai vo hai. iss exams ki patterns ke bare me samjhana janna aur parkhana. jiski full detail niche di gai hai *
*QUILIFICATION
- Bhartiye nagrik ka hona bahut gruri hai.
- Kishi bhi manyata prapt university se ARTS, SCIENCE, COMMERCE kishi bhi field me graducations ki degree hona chahiye.
- male or female dono applie kar sakte hai.
- I P S exam ko bharat ke sath sath NEPAL aur BHUTAN ke log bhi de sakte hai.
*AGE
- General categery ko 21 SE 30 YEARS ke bich hona chahiye.
- SC/ST categery ko 5 YEARS ke liye chhuth di jati hai.
*SHARARIK YOGTA I P S OFFICERS BANNE KE LIYE.
- MALE (GENERAL): - Male ke liye kam se kam 165cm (HEIGHT) honi chahiye.
- SC/ST (O B C) :- Male ke liye kam se kam 160cm (HEIGHT) honi chahiye. iske aalava CHEST 84cm Hona chahiye.
- FEMALE (GENERAL):- Female ke liye kam se kam 150cm (HEIGHT) honi chahiye.
- SC/ST (O B C) :- Female ke liye kam se kam 145cm (HEIGHT) honi chahiye. iske aalava CHEST 79cm honi chahiye.
* I P S exam selection process.
- Write exam.
- physical effective test.
- personal interview.
- * THE U P S C EXAMS CLEARS.
*upsc exam clear ke baad three main exam clear karna parta hai.
- The preliminary exam.
- The main exam.
- Personal Interview.
- Traning.
* PATTERN.
- I P S ka exam har saal U P S C- board dwara liye jate hai.
*EXAMS.
- U P S C exams clears.
- The Preliminary Exam:- Isme do paper hote hai. aur dono hi objective wale sawal hote hai. yani ki char options wale to dono paper 200 - 200 ke honge. too next raund me jane ke liye. aapko iss exam ko clear karna hota hai. jo ki behad jaruri hai.
- THE MAIN EXAM:- Isme aapko total 9 papers dene honge. jisme aapko (WRITTEN EXAM) ke sath sath interview bhi dena hota hai.
- PERSONAL INTERVIEW:- Dono round clear karne ke baad aapko interview ke liye bulaya jata hai. jo ki karib 45 minutes ka hota hai.
- TRANING:- Traning ke liye aapko MYSURU, HYDERABAD Jaise citys me training ke liye bheja jata hai. jaise hi aapki training puri ho jati hai. uske baad aapko posting di jati hai.
* SALARY
- 56,100 THAUSAND SE 2,25,000 LAKHS INDIAN RUPEES PER MONTH'
* RANK OF I P S OFFICERS.
- D G P:- Director general of police.
- A D G P:- Addional director general of police.
- I G P/S IVG P:- Inspector general of police/Special inspector general of police.
- D I G P:- Deputy inspector general of police.
- SP/DCP:- Superintendend of police/Deputy commissioner of police.
- JUNIOR MANAGEMENT LEVEL:- Superintendend of police/deputy commissioner of police.
- A S P/D C P:- Additional superintendent of police/Deputy commissioner of police.
- D S P/ACP:- Deputy superintendent of police/assistant co.mmissioner of police.
- P I:- Police inspector.
- A P L:- Assistant police inspector.
- S I:- Police sub-inspector.
- A S I:- Assistant police sub-inspector .
- H C :- Head constable.
- P C.:- Police constable.
* I P S EXAMS ki tyayari karne ke liye kuch jaruri tips.
- I P S OFFICERS ka exam bahut hi taph hota hai. iske liye aapko hamesa taiyaar rahna hoga.
- Aapko class 8 aur 9 se taiyaari agar suru kar de to better hoga.
- Isme class 1 se 12 tak N C E R T ke book se swal jyada puchhe jate hai.
- Baad me aap coching sansthav ka sahara de sake haiexam taiyari kaene ke liye.
- I P S. U P S E exam se juru books padh sakte hai. jo ki aaj kal bajar me aasani se uplabadh hai.
- Aap I P S police se juri movie dekh sakte hai. isse aapki taiyari aachhi hogi. aur samjh bhi aayegi.
- U P S E exams ke purane wale sawalo ke ko padh sakte hai. isse samajh bhi achi aayegi.
- U P S E exams ke 2, 3 saal pahle se hi taiyari suru kar deni chahiye.
- EXAM dene ke time jyada fhaltu ka tention na pale dimag me.
- SARSVATI ma ka naam aur sache maan aur jagan se taiyaari kare safalata jarur milegi
Add caption |
hello dosto mera name chandan hai.
mai ye website www.jyankadarbar.com ka c e o hu.
mujhe logo ko gyan batna acha hai.iss website par mai logo ko
entertainment, helth, motivation, resipies, education, mobile trics,
technology, gadgeds ke bare me jankari deta hu. meri soch ye hai ki
gyan batne se hi gyan badhta hai. tabhi to maine iss website ka naam hi
www.gyankadarbar.com rakha hai. ham ek dusre ko jyan dege tabhi to
hamara india aage badhega . iss website par mai aap logo ko har chijh ke
bare gyan deta hu THANKS FOR READYING....
No comments:
Post a Comment