Auther chandan Yadav
* C I D iska full form hota hai. criminal investigation department. ye job indian government ke upkarm me aata hai. cid ka gadhan 1974 me indian government ke dwara sthapit ki gayi. iska central government se kuch lena dena nahi hota hai. ye puri tarah state government se sambandh rakhata hai. ye job ke officers vardhi ne nahi sadhe daress me rahte hai. aur yaha tak ki apne se siniyar officer ko salute bhi nahi marna hota hai. to aaiye iseko bare me full detail me jane hai.*
*QUILIFICATION
*Kitni baar aap iss job ke exam me baidh sakte hai.
* CID OFFICERS ke liye selection process.
*PATEERN.
*SALARY.

- Bhartiye nagrik hona bahut jaruri hai.
- Kishi bhi manyata prapt university se graduation ki degree hota chahiye.
- male aur female dono applie kar sakte hai
- agar aap nepal aur bhutan ke nagrik hai to bhi es job ke liye aplie kar sakte hai.
- general categery ko 20 se 27 years ke bich hona chahiye.
- O B C categery ko 20 se 30 years ke bich hona chahiye.
- SC/ST ko 20 se 32 years ke bich hona chahiye.
*Kitni baar aap iss job ke exam me baidh sakte hai.
- General 4 baar exam de sakte hai.
- O B C 7 baar exam de sake hai.
* CID OFFICERS ke liye selection process.
- Write exam.
- physical effective test.
- personal interview.
*PATEERN.
- C I D exam har saal UPSC - SSC board dwara exam liya jata hai.
- C I D questions papers ko two bhag me devide kiya jata hai.
- PART 1 me 200 marks ka questions papers hota hai. isko solve karne ke liye 2 hours ka time diya jata hai.
- PART 2 me 400 marks ka questions papers hota hai. isko solve karne ke liye 4 hours ka time diya jata hai.
- phir 100 MARKS ka ek interview hota hai.
*SALARY.
24 se 40 THOUSAND INDIAN RUPEES per month hoti hai.
*RANKS OF C I D OFFICERS.
* C I D EXAM ki tyayari karne ke liye kuch jaruri tips.
*RANKS OF C I D OFFICERS.
- CONSTABLE.
- ASST. SUB INSPECTOR.
- SUB INSPECTOR.
- SUPERINTENDENT.
- INSPECTOR.
- D S P.
- S P.
- D I G.
- I G P.
- A D G P. Additional director general of pulice.
* C I D EXAM ki tyayari karne ke liye kuch jaruri tips.
- C I D OFFICERS ka kam bahut hi muskil hoti. iske kiye aapko har samay ready hona hoga.
- Aapko aapne dimag ko khula rakhana hoga.matlab ye hai ki aapke dimag me har samay aapne kam se hi related baat chalna chahiye. faltu ka tentions nahi palna chahiye.
- aap C I D se jure huye. movie wagera dekh sakte hai. isse aapki paractics kabhi achhi hogi.
- Agar aap C I D officers banna chahte hai. to aapko baat karne ka tarica badlana hoga. kahne ka matlab ye hua. ki aapko vaisa hi sochana chahiye jaisa ki ek C I D officers sochate hai.
- C I D EXAMS ki tayayari ke liye aapko isse related books padhana chahiye. jo market me aasani se uplabadh hai.
- Aap vaisa hi soche jaisa ek C I D OFFICERS sochta hai.
- C I D EXAMS ka purane wale sawale ko padhe ispar dhayan de..
- exam ke 2 ,3 saal pahle se hi C I D EXAM KI tayayari shuru kar de. isse results best aayegi.
- RUTINE ke hisab se padhai kare daily bess par.
- TAN, MAN, DHAN, se taiyaari kare safalata aapke jarur milegi.
No comments:
Post a Comment