Breaking

LightBlog

Saturday, February 16, 2019

ANDROID MOBILE TRICKS AND CODES

Auther by Chandan Yadav


  1.  * HALO DOSTO RAM RAM. AGAR AAP ANDROID MOBILE CHALATE HAI.TO AAPKE LIYE YE INFORMATIONS HAI. MAI YAHA PAR 10 ANDROID MOBILE SICRETS USSD CODE TRICKS DE   RAHA HU. JO ANDROID CHALANE  WALA KO JANNA CHAHIYE HAI.*




  1. Ye jo tricks hai dosto uska kam ye hai ki agar aap apne  phone me pichhale 5 ghante me kon kon se app chalaye.kitne ghante use kiye ye sab ye tricks ke madal se aap jaan jayege.aksar hota kya hai dosto agar aapka mobile aapke dost ke hath galti se bhi chala jayeto aap paresaan ho jate hai.ki vo kya kya use kar raha hai hamare mobile me too ye tricks yaha par kam karega. baas aapko karna ye hai ki apne anoroid phone se ek code tipe karni hai jo hai.    *#*#4636#*#   ye code aapko dial karna hai.ye karte hi ek menu khulega.  phone information usage statistics  wi-fi  information     usme aapko usage information me jana hai. uske baad ek menu khulega.  usme aapko sari information mil jayegi. aap kon kon se app use kiya hai. ye sab puri poss khul jayegi.  aap chahe to abhi dial karke dekh  saaakte hai.

  2. dusko jo tricks hai dosto vo yah hai ki agar aap apne android mobile me facktory data reset karna chahte hai to aap kar sakte hai. bas apne android mobile se ek code dial karna hai vo yaha hai ki  *#*#87780#*#  agar aap jaise hi * dabate hai to aapke android mobile ka media file  data delete ho jayega.  aur aap kaise hi ye code *#*#273283*255*663282*#*#     aur jaise hi aap *dabate hai.  apka media file ka backup vapas aa jayega joo aapne delete kya tha  aap chahe to abhi dial karke chek kar sakte hai.

  3. aur tisra jo jo android mobile tricks ye hai. ki agar aap apne android mobile ka  ram version chek karna chahte hai to ye tricks aapko kam aayega jaise hota kya hai dosto agar aap kahi se second hand mobile lete hai. to aap jaldi me mobile ka ram virsion chek karna bhul jate hai.   iske liye ek sicret code hai  ram version chek karne ka bas aaapko karna ye hai ki apne android mobile se codd dial karni hai jo   *#*#3264#*#* dial karni hai jaise hi aap ye code dial karte hai. aapke anoroid mobile ka ram versoin show ho jata hai. aapke mobile screen par. aap chahe to abhi chek kar sakte hai.

  4. Chautha to tricks hai dosto vo ye hai ki  agar aap apne anodrid   mobile ko format karna hai to.aap aone android mobile se setting me jakar formet kar sakte hai. aur agar aap apne anoroid mobile ko ussd code ki tarah se frmate karna chahte hai to formate kar sakte hai. bus aapko karna ye hai. ki apna android mobile se ek ussd code dial karna hai.jo ye hai ki  *2767*3855   aur jaise hi aap #  dial karte hai. aapke mobile ke sare ke sare  aaplications jo aapne install kar rakhe thee. vo sab formate ho jayega.

  5. Pachava jo tricks hai. vo ye hai dosto ki agar aap apne mobile ka   IMEI  number janna chahte hai to aap ussd code ke madad  se jaan sakte hai. jaise hota kya hai.  dosto aksar hota kya hai.  kabhi kabhi aapka mobile kahi par kho jata hai. too aap bahut parsan ho jate hai. ki ab kya kare  aapka mobile me bahut sare no hote hai. jo bahut important hote hai. jo apko chahiye hi chahiye kisi bhi kimat par baise me aapka mobile ka  imei code hai aapke pass to aap apne mobile chek kar sakte hai.  bas aapko karna ye hai ki apna android mobile se ek code dial karna hai   *#06#   jaise hi aap apne android mobile se ye no dial karte hai.  to aapke android mobile screen par sim 1 sim2  ka imei no show ho jayega.  aap chahe to abhi apne android mobile par dial karke chek kar sakte hai.

  6. six va jo trikc hai. vo ye hai dosto  agar aap apne android ke calender me koi event save karke rakhe hai.  jaise aksar kya hota hai dosto ham kai baar apne android mobile me  calender event save karke rakhte hai. aur hamare pass chek karne ka time nahi hota  hai. to uss samay hai ye ussd code dial karke apna anoroid mobile ka calender event chek kar sakte hai. bus aapko karna ye hai ki. apna android mobile  ek ussd code dial karna hai.  jo ye hai   *#*#225#*#*     ye code jaisa hi aap apne android mobile se dial karte hai. to aapke save kiye huye sare event mobile ke screen par show ho jate hai.  aap chahe to abhi apne android mobile se dial karke chek kar sakte hai.

  7.  YE jo tricks hai. vo bahut hi useful aur upyogi hai. dosto jaisa ki ham sam ko malum hai. dosto ki hamare prime minister ne ye kaha hai ki jitni bhi bank accaunts hai vo sab ko apne aadhar se link karvana hai.  aur ham apne najdili bank me jakar apne bank accaunts ko aadhar se link karva bhi dete hai. ho hame yah  kaise pata chalega ki hamare bank accaunts aadhar se link hai. to aap tention jara bhi mat lijiye dosto mai aapko ek aaisa tricks batauga giske madad se aap apne bank accaunt chek kar sakte hai. bas aapko karna ye hai ki. apne android mobile se ek code dial karna hai  *99*99#    ye code aap jaisa  hi apne anoroid phone se dial karte hai.  aapke bank accaunt aadhar se juri sare no show ho jate hai. bus dhayan ye rahe ki jo number apke bank accaunt se link  hai.  vo hi number se dia; kaini hai.

  8. Ye jo tricks hai vo bahut hi kamal ka hai. dosto jaiya ki hamare kabhi kabhi ham sadi samroh ya partys me jate hai. to hamare dost ham se hamare android phone mang lete hai. ye kahakar ki hame ek shelfi leni hai ya videos dekhani hai. to aap paresaan ho jate hai ki are isme to hare girlfrend ka number ka hai.  ya abhi girlfrend ka abhi call aane wala hai.  to uss situation me apna number ka outgoing block  kar sakte hai. bas aapko karna ye hai ki apna android mobile se ek ussd code dial karna hai jo ye hai *#31#    aur iske baad calling ka button daba dena hai.   jaisa hi aap calling ka button dabate hai.  aapke out going call block ho jayegi. uske baad koi bhi usser aapke number par se call karna chahega to nahi hoga.  auke baad aap bhi se isse deactivate  yani phir se out going call chulu karni hai to aap ussd code dial karke deactivate kar  sakte hai.  bas aapko karna ye hai ki     *#31#   dial karke calling ka button daba dena hai.   aur aapka number par se outgoing block deactivate ho jayega.  uske baad sare call ana suru ho jayega.

  9. Ye jo tricks ha vo bhi bahut sandar hai jiska nam hai TEXT MODE. dosto jaisa aksar hota yah hai ki ham kabhi jaldi jaidi me second hand mobile lete hai. to jaldi jaldi me screen sencer wagera wagera chek nahi kar pate yeshe me ham me ham ham aapko ek android code batayege jo aapki madad karegi. bas aapko karna ye hai ki apne android mobile se ek code dial karna hai. jo ye hai.    *#0*#  ye code dial karke aap apne mobile ke sencer ,camera  ,tearch  ye sab chek kar sakte hai. ur chek kar sakte hai.  aap chahe to apne android mobile se dial karke chek kar sakte hai.

       10.Yaha par dosto ham kuch USSD CODE de rahe hai.  jo aapke liye helpful sabit hogi:




  1. *#06  IMEI  ISS USSD CODE se number pata chalega.
  2. *#*#4636#*#*   ISS USSD CODE se mobile ki battery pata chalegi.
  3. *#*#8255#*#*   ISS USSD CODE se gtalk service monitor chalu ho jayega.
  4. *#*#3264#*#*   ISS USSD CODE se ram version ka pata chalega.
  5. *2767*3855#    ISS  USSD CODE se all data deleta ho jayega.
  6. *#*#273283*255*663282*#*#*  ISS USSD CODE se mobile backup ho jayega.
  7. *#*#2664#*#*  ISS USSD CODE se touchscreen test ho jayega.
  8. *#*#7780#*#*  ISS USSD CODE se factory data text ho jayega.
  9. *#*#0#*#*        ISS USSD CODE se   LCD test ho jayega.
      10. *99*99#           ISS USSD  CODE  se  aadhar bank accaunt ka imformations pata kar                                                                                                                                          sakte hai. 





Add caption
hello dosto mera name chandan hai. 
 mai ye website www.jyankadarbar.com ka c e o hu.
 mujhe logo ko gyan batna acha hai.iss website par mai logo ko entertainment, helth, motivation, resipies, education, mobile trics, technology, gadgeds  ke bare me jankari deta hu. meri soch ye hai ki gyan batne se hi gyan badhta hai. tabhi to maine iss website ka naam hi www.gyankadarbar.com rakha hai. ham ek dusre ko jyan dege tabhi to hamara india aage badhega . iss website par mai aap logo ko har chijh ke bare gyan deta hu     THANKS  FOR READYING....






  






No comments:

Post a Comment

Adbox