Auther by Chandan Yadav
*RAM RAM DOSTO. NAMASKAT MAI YAHA KUCH 50 FRESH MOTIVATIONS DE RAHA HU. AAPKI JINDGI BADAL DEGI.
*RAM RAM DOSTO. NAMASKAT MAI YAHA KUCH 50 FRESH MOTIVATIONS DE RAHA HU. AAPKI JINDGI BADAL DEGI.
- aadhik sidha satha hona bhi aachha nahi hota hai. sidhe ped kat liye jate hai. aur tedhe ped khade rah jate hai.
- koi kam shuru karne se pahle. swem se tin parasan kijiye -mai ye kya kar raha hu. iske parinaam kya ho sakte hai. aur kya main safal houga. aur jab gahrai se sochane par inn parasno ke santoshjanak uttar mil jaye tabhi aage badhe.
- kud ka apmaan karake jine se to achha hai mar jana.kyoki prano ke tyagne se keval ek hi baar kast hota hai.par apmanit hokar jibit rahane se puri life dukh hota hai.
- sabse bada guru mantra ha
- bhudhimaan bayakiti
- kabhi bhi aapne raj dusro ko mat bataye ye aapko barbad kar dega.
- mujhe vo daulat nahi chahiye.jiske liye kathore yatana sahni pade ya sadachar ka tyag karna pade ya apni satru ka chaplushi karna pade.
- bayakiti apne guno se upper uthta hai.uche stano par baidhane se ucha nahi ho jata.
- jab aap kishi kam ki suruaat kare.to asfalata se mat dare aur uss kam ko na chhode jo log apni imandari se kam karte hai. vo sabse happy hote hai.
- aapka khush rahna hi aapke dusmano ke liye sabse badi saza hai.
- ye bayakiti jo aapke satar ke uppar ya niche ke hai.unhe dost na banaye. vo tumhare kast ke karan banege saman satar ke mitra hi sukhdai hote hai.
- budhi se paisa kamai ja sakti hai. na ki paise se budhi.
- jo bayakiti sakti na hote huye bhi man se nahi harta hai. usko duniya ka koi bhi tagat hara nahi sakta hai.
- alshi manusya ki bhartman aur bhabisaya nahi hota.
- jo jiske maan me hai.vo usse dur rah kar bhi dur nahi rah sakta.jiske maan me nahi hai.vo uske samip rah kar bhi dur hai.
- kamjor bayjiti se dusmani , jyada khatarnak hoti hai. kyoki vo uss samay hamla karta hai,jiski aap kalapana hi nahi kar sakte hai.
- education sabse achhi mitra hai.ek shikshit bayakiti har jagag saman pata hai.
- bayakiti aakele hi paida hota hai. aur aakele hi mar jata hai. aur vo aapne achhe aur bude karmo ka phal khud hi bhugatta hai. aur vo aakele hi narak aur sawarg wata hai.
- bhudhimaan baykiti ka koi bhi satru nahi hota.
- jivan me do hi tarah ke log asafal hote hai. jo sochte hai karte nahi aur dusra jo karte hai sochte nahi.
- fhulo ki sugandh keval vayu ki disha me phailati hai. par ek baikiti ki achhai har disha me phailiti hai.
- kamyabi bade nahi pane wale bade hote hai. darar badi nahi bharne wale bade hote hai.itihash ke panno par likha hai. ki rishate bade nahi nibhane wale badhe hote hai.
- sansar jarurat ke niyam par chalta hai.winter me jish suraj ka intjar hota hai.ushi suraj ka garmiyo me nirantkar bhi hota hai. aap ki kimat tab hogi ajab aap ki jarurat hogi.
- ishi bhi baikiti bahut imandar nahi hona chahiye. shidhe briksh aur shidhe baikiti pahle kate jate hai.
- urkho se bad-biwad nahi karni chahiye.kyoki ishashe keval aap apna hi samay nast karege.
- bhay ko najdik na aane do agar yah najdik aaye es par hamala kar do yaani bhay se bhago mat iska samna karo.
- hame bhut ke baare me pachhtawa nahi karna chahiye. na hi bhabisya ke bare me chintit hona chahiye vivekwan baikiti hamesha baetman me jite hai.
- dusro ki galtiyo se shikhe, aapne hi upar prayog karke shikhane se tumhari aayu kamm padegi.
- kuye me utarane wali balti yadi jhukti hai.to bharkar bahar aati hai. jivan ka bhi yahi ganit hai. jo jhukta hai vo prapt karta hai. DADAGIRI to ham marne ke baad bhi karege. log paidal chalege ham kandho pe.
- kishi bhi manusya ki bartman sthiti ko dekhkar uske bhabisya ka upbhash mat urao. kyoki kal me itni sakti hai.ki vo ek koyle ki mamuli se tukro ko hire me badal sakta hai.
- kabhi bhi unse mitrta mat kijiye, jo aapse kamm ya jyada parathistha ke ho yeshi mitta kabhi aapko khushi nahi degi.
- EK utsukh baat yah hai ki. jo sher se shikhi ja sakti hai. vo ye hai ki. bayakiti jo karna chahta hai usse pure dil aur gordar prayash ke sath kare.
- bhudhiman chup rahte hai. samajhdar bolte hai.murkh bahash karte hai.
- kadam kasam aur kalam hamesha shoch samajhkar hibuthana chahiye.
- bhagwan ne manushay ko apne saman hi banaya. par durbhagya se insan ne bhagwan ko apne jaisa bana dala.
- health sabse bada uphar hai. santosh sabse bada dhan, vafadari sabse bada samband hai.
- samajhadar baikiti ko dusro ke bal par sahas nahi karna chahiye.
- kuch log safalata ke sapne dekhte hai. gabki kuch log jagte hai.aur kadi mehnat karte hai.
- jish jagah me aadar nahi, jine ka sadhan nahi vidya prapt karne ka sadhan nahi vaha par rahne ka koi labha nahi.
- santosh ka briksh karva hai. lekin es par lagane wala phal mitha hota hai.
- asafalata se mat daro. asafalata nahi balki chhota lakshay banana aprath hai.mahan prayasho me asafaaala hona bhi sandar hota hai.
- mere achhe vaqt ne bataya duniya ko ki main kaisi hu.aur mere bude waqt ne bataya hai ki duniya kaisi hai.
- jab karyo ki adhikata ho to usskaryo ko pahle kare jish karyo se adhik prapt ho.
- kishi bhi karyo ko karne se pahle yah soch samajh lena chahiye ki aap apne balbute uss kam ko pura kar sakte ho ya nahi.
- jin logo me laza ka gun na ho, jo kishi bhi galat karya ko karne me sankoch na kare.aur jo lazza hin ho unse mitta nahi karna chahiye.
- kabhi kishi ke sath apne rahasya sajha na kare.agar tum khud apne rahasah chupa nahi sakte to kaise ummid karte ho ki koidusra us rahasya ko chhupayega.... yahi tumhe barvad karta hai.
- jo jis karya me kusal ho usse ushi karya me lagna chahiye.
- aap dwara chaynit karya me yesha kuch hona jaruri hai. jiske liye aap me junun savar ho. anyath aap me usse purn lagan se karne ki dhudhata nahi rahegi.
- inssan ko kathinai ki aavasakata hoti hai, kyuki safalata ka aanand uthane ke liye ye jaruri hai.
*AAPKO YE MOTIVATIONS KAISI LAGI. KRIPA COMMENT BOX JARUR BATAYE OR AGAR AAPKA KOI SAWAL HO TO AAP WO BHI PUCH SAKTE HAI.
*
Add caption |
hello dosto mera name chandan hai.
mai ye website www.jyankadarbar.com ka c e o hu.
mujhe logo ko gyan batna acha hai.iss website par mai logo ko
entertainment, helth, motivation, resipies, education, mobile trics,
technology, gadgeds ke bare me jankari deta hu. meri soch ye hai ki
gyan batne se hi gyan badhta hai. tabhi to maine iss website ka naam hi
www.gyankadarbar.com rakha hai. ham ek dusre ko jyan dege tabhi to
hamara india aage badhega . iss website par mai aap logo ko har chijh ke
bare gyan deta hu THANKS FOR READYING....
No comments:
Post a Comment