Breaking

LightBlog

Thursday, February 14, 2019

MOTIVATION IN HINDI

Auther By Chandan Yadav

       *RAM RAM DOSTO. NAMASKAT MAI YAHA KUCH  50 FRESH MOTIVATIONS DE                   RAHA HU.   AAPKI JINDGI BADAL DEGI.  JAI SREE RAM.















  1.  Jish jish par jamane ne hasha hai. ushi ne itihaas racha hai.
  2. teri jindgi tujhe hi badlni padegi. bhu ja pyar-vyar ke chakkr.
  3. duniya me asambhav nam ka koi chijh hi nahi hai. yaad rakhna aap ek insaan hai. aap kuch bhi kar  sakte hai.
  4. agar aapko ko subah me sone ka aadat hai. to apne aap se puchhiye kya mai sone ke liye paida hua hai.
  1. achhe logo ki talash mat karo kudh achhe ban jao.
  2. tu kud kitalash me nikal. tu kish liye hatash hai.
  3. kud se nahi har paya mai kabhi duniya kya khakh hara payegi mujhe.
  4. pahchan se mila kaam thore bahut samay ke liye rahta hai.lekin kam se mili pahchan umarbhar rahta hai.
  5. Aadhi jindgi jujar di hamne padhte-padhate sikha kya ek dusre ko nicha dikhana.
  6. Hamasha yaad rakhiyega jo apne kadamo ki kabiliyat par bishwash rakhte hai. vo hi aksar manjil par pahuchate hai.
  7. sant baidha hu to ye mat samajhana ki aag nahi hai mere aandhar.darata hu kahi samander kam na par jaye.bujhane ke liye.
  8. samajhani hai jindgi to piche dekho jini hai jindgi to aage dekho.
  9. jab tak aap khud par bisvash nahi karte tab tak aap bhagwan par biswash nahi kar sakte.
  10. har asafalata ke pichhe safalata aapki rah dekh rahi hai.
  11. thora sa chhup-chhup kar khud ke liye bhi ji liya karo.koi nahi kaheha ki thak gaye ho aaram karo.
  12. apna ek lakshay banakar anakar ushi ko jivan banao.
  13. Kishi ke pairo me jirkar kamyabi pane ke badle apne pairo par chalke kuch banne ki than lo.
  14. mehnat itni khamoshi se karo ki ksmyaabi shor macha de.
  15. agar aap sahi ho to kuch bhi sabit karne ki korshish mat karo bass sahi bane raho.gwahi bakt khud de dega.
  16. intjaar karne walo ko sirf utna hi milta hai.jitna ki korshish karne wale pichhe chhor dete  hai.
  17. jitna kathin sangharsh hoga, jit utni hi sandar hogi.
  18. satt bar giro aath baar giro nau baar giro but dasvi baar khare ho jaao.
  19. bhir hamesha uss raste par chalti hai..jo rasta aasan lagati hai.lekin iska matlab ye nahi ki bhir hamesa sahi raste par chalti hai.aapne raste khu chuniye kyoki aapko aapse behtar koi nahi janta.
  20. jab aap koi achha kam  kare.aur log usse najar andaj kare to kabhi dukhi mat hona kyoki jab suraj nikalata hai. to bahut se log so rahe hote hai.
  21. jindgi ka pahla kapro langot jeb naho. jindgi ka aakhro kapra kafan jeb nahi  phir sari jindgi jeb bharane ki jhatpat kyu.
  22. pariyo ko manjil milegi Yakinan be phaile huye unke pair bolte hai. aksar vo log khamosh rahte jamane me jinke hunar bolte hai.
  23. khud vo badlab baniye.jo aap duniya me dekhna chahte hai.
  24. confidence yah nahi hai  ki log aapko pasand karege hi.  confidence yah hai ki jab bo pasand na bhi kare.tab bhi aap thik ho.
  25. apni paresaniyo ki vajah dusre ko manne se aapki paresani kabhi kam nahi ho sakti.
  26. utho jago aur tab tak mat ruko jab tak lakshay ki prapti na ho.
  27. koi tere sath nahi hai .to bhi ham na kare duniya me khud se badhkar koi ham safar nahi hota.
  28. duniya me yese log hai. jo itne bhukhe hai.ki bhagwan unhe kishi aur rup me nahi dekh sakte sivaye roti ke.
  29. har kishi ko khush karna hamare vash me na ho lekin kishi ko hamari vajah se dukh na pahuche.ye to hamare vash me hai
  30. agar vayakti aapni puri lagan se koi bhi kam karta hai. tab usse kabhi har ka muh nahi dekhna parta.
  31. manusya ko hamesha mauka nahi dhundhana chahiye.kyoki jo aaj hai vo hi sabse aachha mauka hai.
  32. agar jindagi me kuch pana hai.tarike badlo irade nahi.
  33. jo badlata hai.vo hi aage badhta hai.
  34. chahe lakh karo tum puja. aur tirth karo hajar magar ma baap ko thukrya  to sab kuch bekar hai bhai.
  35. aapne rahasyo ko kishi se bhi sajha mat karo. yah aadat aapke liye ghatak sidh hogi.
  36. jindgi me vaqt se jyada  aapna ya paraya koi nahi hota.vaqt apna hota hai to sab aapne hote hai aur vaqt paraya hote hai to sab paraya hote hai.
  37. bhai apna samunder kud chune ,khud dube  aur khud ubhare bahut maza aayega bhai.
  38. pair me moch aur chhoti si soch. insan ko kabhi aage badhane dete.
  39. iss duniya me asamabhav kuch bhi nahi.ham vo sab kar sakte jo ham soch sakte hai. aur ham vo sab soch sakte hai.jo aaj tak hamane nahi socha.
  40. kuchh karne ki ichha wale bayakiti ke liye  iss duniya me kuch bhi asambhav bhi nahi.
  41. agar jindgi me sukun chahte ho.to logo ki bato ko dil se lagana chhor do.
  42. Jo insan aaapko khush rakh sakta hai. usse  zyada perfect aapke liye koi nahi ho sakta.
  43. jo khush rahte hai. unse duniya khush rahte hai.
  44. jishe ham chahte hai. vo hame bhula de.to ham dukhi ho jate hai.ab jara socho ham kon see badi hasti hai.gisne duniya ki rachna ki hai.insan to usse hi bhul jata hai.
  45. har insan jitne ke liye paida hua hai. lekin parisithiya  usse harne par majaboor kar deti hai.
  46. jindgi ho to smuggler jaisi sari duniya. rakh ki tarah niche khud dhuen ke tarah upar.

          *AAPKO YE MOTIVATIONS KAISI LAGI.  KRIPA  COMMENT BOX JARUR .                       OR AGAR AAPKA KOI SAWAL HO TO AAP WO BHI PUCH SAKTE HAI. *

         


Add caption
hello dosto mera name chandan hai. 
 mai ye website www.jyankadarbar.com ka c e o hu.
 mujhe logo ko gyan batna acha hai.iss website par mai logo ko entertainment, helth, motivation, resipies, education, mobile trics, technology, gadgeds  ke bare me jankari deta hu. meri soch ye hai ki gyan batne se hi gyan badhta hai. tabhi to maine iss website ka naam hi www.gyankadarbar.com rakha hai. ham ek dusre ko jyan dege tabhi to hamara india aage badhega . iss website par mai aap logo ko har chijh ke bare gyan deta hu     THANKS  FOR READYING....


         
             











No comments:

Post a Comment

Adbox