Breaking

LightBlog

Wednesday, February 13, 2019

VEG FRIED RICE RECIPE IN HINDI

auther  chandan yadav




      * jarurat ki chijhe.

     

  1. ek cup rice.
  2. 100g oil.
  3.  two hari mirch barik kata hua.
  4. 5 lasan ki kaliya barik kata hua.
  5. one pyaj barik kata hua.
  6. one gajar barik kata hua.
  7. namak swad anusar.
  8. kali mirch chhoto spoon se aadha spoon.
  9. halka agino moto.
  10. one spoon red chili sauce.
  11. one spoon green chili sauce.
  12. haika dark soya sauce.
  13. sping onion greens hara paj ka hara hissa barik kata hua.                                                     
  14. ek nimbu. 
           * banane ki bidhi*


    sabse pahle chaval ko ek bhagone me dal kar bhigo de.  aur 20 minutes tak rice ko chhore de pani me bhigo ke.  ab kishi bagone pani chadhaye rice ko ubalne ke liye.pani me halka namak dale phir usme aadhi kati hui. nimbu dale taki chaval ek dam kula khula ban ban jaye . phir phule huye chaval ko bagone me dale ubalne ke liye. aur jab chaval me ubal aa jaye tab chaval ko chhan le  chhani me.
uske baad chaval ko jaldi se kishi palet me faila de. taki chaval ek dam khula khula rahe.



uske baad kadhai ko halke aach par chadhaye.uske baad kadhai me ek badi spoon oil dale.uske baad barik kata hua.harri mirch ko dale.  uske baad lasan dale barik kata hua. fhir pyaj dale barik  kata hua.  uske baad halki beens dale barik kata hua. phir gajar dale barik kata hua.
phir usko 30 second tak fry kare halka tej aanch pe.
ab kadhai me beach me thori jagah bana le phir thori namak dale.uske baad kali mirch dale aadhi spoon .phir usme ajino moto dale thori see. phir usme one spoon red chili sauce dale.
uske baad green chili sauce dale.
phir halka soya sauce dale agar aap dark soya sauce istmal kar rahe hai to  soya sauce thora hi dale. phir hara pyaj ka hara hise ko dale.



uske baad isko bhune halki aach par. kam se kam two minutes tak.agar aapko tikha pasand hai to thora aur red chili sauce dal de.  phir caval ko dale masale me.uske baad achi tarah mix kare two minutes tak.phir aach to band kar de.



        to chaliye aapka vej fried rice banakar ready hai. phir parosiye apne family dosto yaro aur  ristedaro ke sath.






Add caption
hello dosto mera name chandan hai. 
 mai ye website www.jyankadarbar.com ka c e o hu.
 mujhe logo ko gyan batna acha hai.iss website par mai logo ko entertainment, helth, motivation, resipies, education, mobile trics, technology, gadgeds  ke bare me jankari deta hu. meri soch ye hai ki gyan batne se hi gyan badhta hai. tabhi to maine iss website ka naam hi www.gyankadarbar.com rakha hai. ham ek dusre ko jyan dege tabhi to hamara india aage badhega . iss website par mai aap logo ko har chijh ke bare gyan deta hu.





No comments:

Post a Comment

Adbox